Roze ke ahkaam - Edaara-e-darul itrat
Hazrat-e-fatemah (s.a) ke ghar par khalifa ka hamla Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Roze ke ahkaam


× info ! mazid jawaab add kiae jaa'aen ge انشاءالله

click and jump


  1. Islaami saal ka aaghaaz maahe ramazaan se hota hai moharram se nahi | (اردو میں) New

  2. Ladki wa ladke ke baaligh hone ki alaamaten... (video)

  3. Roze ki haalat me test ke liae khun nikalwaane ka hukm | (اردو میں) New

  4. haalate roza me shahwaani manaazir dekhne | sochne se mani nikal jaa'ae to roze ka keya hukm hai ?

  5. keya roze ki haalat me asthma ke mariz inhaler aur spray istemaal kar sakte hain ?

  6. Roze ki haalat me oulti karne se roze ka hukm

  7. jo log aiysi jagah rahte hain jahaan shia waqt ke motaabiq iftaar nahi kar sakte hain to oun ke liae keya hukm hai ?

  8. Roza iftaar karne ka sahih waqt aur mota'assib muftiyon ke aeteraaz ka jawaab

  9. keya sun'niyon ki tarah azaan hote hi iftaar kar sakte hain ? aur iftaar ka sahih waqt aur keya namaaz padhne ke baad iftaar karna behtar hai ?

  10. Sahari khaane ka aakheri waqt azaane subh hai ya toluae fajr ? | keya sahari wa iftaar ke naqsha-e-auqaat ke motaabiq amal kar sakte hain ? | keya sahari khaana zaruri hai ?

  11. keya aab-e-dahan nigalne se roza baatil ho jaae ga ? our khataa'ei ya kisi oumdah chiz ki khaahish se munh me loaab aa jaata hai to us ko bhi nigal sakte hain ?

  12. Roze ki haalat me khelne wa khun dene ka hukm aur keya ghair muslim wa naasebi ko khun de sakte hain ?

  13. keya Roze ki haalat me biwi (wife) ke saath sona aur bos-o-kenaar karna jaa'aez hai ? aur inzaal ki surat me kaffaarah ka hukm

  14. Jin logon ka kaam sakht wa dushwaar hai oun ke liae roza rakhne ya na rakhne ke hawaale se chand raahe hal wa tariqe hain

  15. Jo log imtehaan ki wajah se roza nahi rakh sakte hain oun ke liae raahe hal | jaan bujh kar roza todne ka kaffaarah aur jo kaffaarah nahi de sakte hain wo keya karen ?

  16. roze ki haalat me atr lagaane | phul sunghne ka hukm | atr lagaane ki taakid

  17. Ghorub-e-aaftaab ke baad maghrib ka waqt ketni der me hota hai ? aur iftaar ke liae in me se kaun sa waqt sahih wa monaasib hai ?

  18. Roze ki haalat me baalon ko rangne ka hukm

  19. Keya ghar ke kaam aur bach'chon ko padhaane ki wajah se roza chhod sakte hain ?

  20. Maasumin (s.a) ki taraf jhuti baat ki nisbat dene se roza kin sharton ke saath baatil hoga ?

  21. Roze ki haalat me daanton ke aelaaj (root canal), baal katwaane, brush karne aur qur'aan ke waajib sajdon ke ahkaam

  22. Roze ki haalat me keya shahwaani kheyaalaat se roza baatil ho jaa'ae ga ?

  23. Roze ki haalat me chehra dhone aur kulli karne ki tafsil aur keya paani halq se niche outar jaa'ae to roza baatil hai ?

  24. haalate roza me sar aur badan ke zaa'aed baalon ko saaf karne wa rang karna aur daadhi mundne ka hukm

  25. Pet ke mariz ya dusre marizon ke liae roza rakhne ka keya hukm hai ? aur noqsaan deh hone ki suraten

  26. keya roze ke kaffaara me raqam de sakte hain ?

  27. Agar kisi shakhs ne laa'eilmi me roze nahi rakhe to ous ka hukm keya hai ? agar roze nahi rakh sakta hai to wasi'at karna zaruri hai ? aur agar pir (old) ho gaya to keya hukm hai ?

  28. Kya roze ke haalat me naak me dawa daali jaa sakti hai ? (video)

  29. Kya roze ki haalat me brush kar sakte hain ? (video)

  30. Hadis : "khoda roze'daar ko nind me khilaata wa pilaata hai" ki wazaahat

  31. ramzaanul mobaarak me telaawate qur'aan ki fazilat | telaawat ka waqt na ho to keya karen ?

  32. imaam-e-zamaana (a.t.f.s) ki taraf se roza rakhne wa sadqa dene ka hukm (video)

  33. Kya mustahbi (sunnat) namaaz w roza waajib qaza namaaz w roza ki jagah le sakte hain ? (video)

  34. keya roze shahaadate imaam ali | roze aashura kaam nahi karna chaahiae ?

Ghusl

  1. Roze ki haalat me agar naa'paak ho jaa'ae to keya fauran ghusl karna zaruri hai ? aur musht zani (استمنا) se roza baatil hone wa kaffaarah ka hukm

  2. keya aehtelaam se roza tut jaata hai ? | fauran ghusl karna waajib hai ? | nahaane ka hukm

  3. Roze ki haalat me baal taraashne ka hukm | keya is ke baad ghusl hai ? | ahkaam ki 5 qismen

  4. keya roze daar din me naha sakta hai ? aur keya hauz me nahaane wa kisi ko nejaat dene ke liae darya me daakhil hone se roza baatil ho jaa'ae ga ?

  5. Maahe ramazaan me toluae fajr ke pahle ghusl wa tayammum ke ahkaam aur maafiz'zimmah ka matlab

  6. Agar maahe ramazaan me toluae fajr ke pahle ghusl ke bajaa'ae tayammum kar ke roza rakhen to sahih hai ? | toluae fajr tak khaate rahe to roze ka keya hukm hai ? | farsh ya lebaas waghairah par padi gard par tayammum kar sakte hain ?

  7. Maahe ramazaan me nahaane wa ghusl ka hukm

khawaatin

  1. Istehaaze waali aurat ke liae roze ka hukm

  2. keya auraten roze ki haalat me facial karwa sakti hain ? aur menhdi bhi laga sakti hain ? | zohr ke pahle kahin pahunch kar roze ki niyat kar sakte hain ? | had'de tarakh'khus se moraad ?

  3. Roze ki haalat me eyebrows banwaane aur mokhtalif tariqon se jism ke baal saaf karne ka hukm

  4. Haalate haiz (حيض) me chhute huae rozon ki taadaat kaafi zeyaadah hai ous ko kaiyse rakhun ? | kaffaarah wa faqir ke ahkaam

  5. keya aehtelaam se roza tut jaata hai ? | fauran ghusl karna waajib hai ? | nahaane ka hukm

  6. haalate roza me shahwaani manaazir dekhne | sochne se mani nikal jaa'ae to roze ka keya hukm hai ?

  7. Dudh pilaane waali aurat ke roza aur kaffaarah ka hukm

  8. Haiz ki mokhtalif haalat me roza ke ahkaam

  9. Haalate haiz me namaaz wa roze ka hukm

  10. Haamela (pregnant) aurat ke liye roza ka hukm (video)

  11. Maahwaari ke dinon me keya karna haraam hai ? | aamaale shabe qadr | qur'aan | doa padhne ka hukm

  12. Aurat ko 2 maah baad khun aa'ae to namaaz aur roze ka keya hukm hai ?

mosaafir

  1. Mosaafir ke liae had'de tarakh'khus par pahunchne se pahle roza todne ka hukm

  2. Jo log kaam ke liae aek jagah se dusri jagah jaate hain to oun ke roze ka keya hukm hai ?

  3. Bade shahr ke andar safar ke dauraan namaaz | roze ka hukm

  4. Agar kisi ka imtehaan maahe ramazaan me ho aur ek jagah se dusri jagah jaana aana ho aur roze ka asar imtehaan par pade to keya hukm hai ?

  5. Mosaafir ketne kilometre safar kare ga to roza nahi rakh sakta hai ? | had'de tarakh'khus se moraad keya hai ?

  6. Maahe ramazaan ka qaza roza baatil kar sakte hain ? | mosaafir maahe ramazaan ka roza had'de tarakh'khus ke pahle hi baatil kar sakta hai ? | jaan bujh kar roza baatil karne ka kaffaarah

  7. Maraaje aezaam ke nazdik ketne kilometre par namaaz qasr hai ? our roza nahi rakh sakte hain ?

  8. Kisi kaam se kahin 10 roz se kam rukne ka aeraadah tha lekin 10 roz me kaam nahi huaa to roze ka keya hukm hai ? aur is ke bar'aks 10 roz rukne ka aeraadah tha lekin 10 roz ke pahle hi kaam ho gaya to roze ka keya hukm hai ?

  9. Jo shakhs ek mulk se dusre mulk jaa raha hai ous ke roze aur namaaz ka hukm | jahaaz me kis mulk ke waqt ke motaabiq iftaar kare ?

  10. Mosaafir ke mota'aliq roza ke masaa'ael | keya mosaafir makke wa madine me roza rakh sakta hai ?

  11. Agar koei shakhs maahe ramazaan me 10 roz ke qasd se kahin ruka hai aur har roz wahaan se 10 km jaa'ae wa waapas aa jaa'ae to keya ous ka roza sahih hai aur namaaz puri ?

  12. agar koei khaatun apne shauhar ke ghar se maiy'ke jaa'ae to keya wahaan namaaz puri hai aur roza rakhna sahih hai ?

  13. aasaan safar ke ba'wojud mosaafir waajib ya mustahab roza keyon nahi rakh sakta hai ? (video)

  14. keya auraten roze ki haalat me facial karwa sakti hain ? aur menhdi bhi laga sakti hain ? | zohr ke pahle kahin pahunch kar roze ki niyat kar sakte hain ? | had'de tarakh'khus se moraad ?

  15. Keya mosaafir makka wa madine me roza rakh sakta hai ? | (اردو میں) New

qaza

  1. kaei saal ke rozon ki qaza ka tariqa | maahe ramzaan me qaza rakhne | kaffaarah ka hukm

  2. kisi bhi wajah se roze chhut ga'ae to keya hukm hai ? | kaffaarah me ta'aam wa faqir se moraad ?

  3. Yaad nahi ke ketne roze chhute hain to qaza ka keya tariqa hoga ? aur agar qaza roze hain to mustahabbi roze rakhne ka tariqa

  4. Qaza roze aur kaffaarah ke ahkaam (video)

Covid-19

  1. coronavirus aur roze ke mota'alliq aayatullaah sistaani ke jawaab ka tarjuma aur keya roza rakhne se corona ho sakta hai ?

  2. Coronavirus ki wajah se baaz doctor roza rakhne ko mana kar rahe hain is surat me keya karun ?

  3. covid - 19 marizon ke tibbi | hospitals ke staff roza kaise rakhen

shabe qadr

  1. Shabe qadr kab se hai ? | is ka hujjate khoda se rabt | roze qadr | Hazrat Musa ki darkhaast (video) New

  2. shia wa sunni ke nazdik kaun si raat shabe qadr ki raat hai ?

  3. jis jagah qur'aan majid dasteyaab nahi hai shabe qadr ka qur'aani amal kaiyse bajaa laa'aen ? keya qur'aani software (app) se ho sakta hai ?

  4. Shab-e-qadr me marhumeen ko keya tohfa pesh kar sakte hain ? | murdah hamesha apne ghar waalon ke tohfe ka muntazir rahta hai

  5. Maahwaari ke dinon me keya karna haraam hai ? | aamaale shabe qadr | qur'aan | doa padhne ka hukm

  6. keya qur'aan ek hi martaba me naazil huaa ? | surah in'na anzalnaah me "tumhen keya khabar ke shabe qadr keya hai" se moraad | shabe qadr hazaar mahinon se keyun behtar hai ? aur qadr kahne ki wajah

  7. Qaza-e-umari kis se naqal ki gayi aur dalil Kya hai ?

  8. shabe qadr | maahe ramazaan ke aakheri jum'aa ki namaaze qazaa'ae oumri ki haqiqat (video)

  9. Shabe qadr me surah ankabut, rum aur dokhaan padhne ki fazilat aur eillat

doa

  1. 13, 14 aur 15 ramzaanul mobaarak ko padhi jaane waali doaa'ae mojir ke faa'aede, ahamiyat, fazilat, waqt aur aebaarat New

  2. doaa-e-jaushan kabir, iftetaah, somaali, aur sahar ka mokhtasar ta'aaruf (video)

  3. Maahe ramzaan ke har din ki doa aur oun ki tashrih (videos)

  • Taraawih

    1. Taraawih Nabi ki sunnat ya Umar ki bid'at ?

    2. imaam ali ( a.s ) ne apne daure khelaafat me baaghe fadak ko waapas keyon nahi liya ? | taraawih ki haqiqat
  • .
    WhatsAppWhatsApp par sawaal karen