Janaabat & haiz - Edaara-e-darul itrat
Hazrat-e-fatemah (s.a) ke ghar par khalifa ka hamla Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Janaabat & haiz


× info ! mazid jawaab add kiae jaa'aen ge انشاءالله

  1. ghusl karne ka sahih tariqa keya hai ?

  2. khaarij hone waali rotubat mazi | wazi | wadi paak hai ? keya ous me ghusl | wozu waajib hai ?

  3. shahwaani | bure khayaalaat aane se nikalne waale paani ka hukm | mani ki pahchaan

  4. keya ghusl ke baad wozu karna zaruri hai ?

  5. Haiz ki mud'dat ketne din hai ? aur maahwaari khatm hone par jema kab jaa'aez hai ? New

  6. keya ghusle janaabat ke baad namaaz | qur'aan | doa padhne ke liae wozu zaruri hai ? | kaun si reyaah se wozu tut jaata hai lekin ghusl baatil nahi hota ?

  7. kya agar ghusl waajib huwa hai chahe mas'se maiy'yit ya janaabat ho to kya ghusl ke baad namaaz ke liye wazoo karna waajib hai ya mustahab ?

  8. keya saabun waghaiyrah ke be-ghair sirf paani se ghusl kiya jaa sakta hai ?

  9. Janhaa paani ki kami hai is Surat me ghusl kaise kiya jaaye ?

  10. COVID-19 ke mareez najaasat ki haalat me namaaz | Qur'aan | doa kaiyse padhen ? Keya diwaar ya kapde par tayam'mum kar sakte hain ?

  11. Agar haath pair jism par zakhm ho aur gusl-e-janaabat karna...?

  12. Ghusl karte waqt badan wa sharm'gaah par haath pherne ka hukm

  13. Nind se bedaar hone ke baad kaise pata chalega ke nikalne waali rotubat mani hai ?

  14. maahwaari ka ajr | is haalat me itminaane qalb kaise haasil karen ?

  15. keya auraton ko bhi aehtelaam hota hai ? | tashkhis karne ka tariqa

  16. maahwaari ke dinon me keya karna haraam hai ? | aamaale shabe qadr | qur'aan | doa padhne ka hukm

  17. keya haiz ki haalat me aurat achhut hai ? | ous ki wajah se ghar najis ho jaata hai ?

  18. Maahwaari ke dinon me majlis padhne | mimbar par baithne | masjid me jaane ka hukm

  19. Janaabat | maahwaari ki haalat me qabristaan | masjid | imaam baade me jaane | faateha padhne ka hukm

  20. naa'paaki ki haalat me sajda karne ka hukm

  21. Aurat ki sharm'gaah se nikalne waali rotubat ka hukm

  22. Haalate janaabat me haiz shoru ho jaa'ae to ghusl ka hukm New

  23. keya aurat haiz ki haalat me menhdi laga sakti hai ?

  24. keya maahwaari ( menstruation ) ki haalat me auraten nazr ka khaana paka sakti hain ? (video)
.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen