اردو میں پڑھنے کے لیۓ یہاں دبائیں
Sawaal az : Mohtaram Janaab Asad Ali Sb. | Haidarabad
Assalam alaikum.
Kya forada namaz ki 3 or 4 rakat me srf 1 baar tasbihate arbah padhna sahi hai ?
Jawaab :
باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله وبركاته
Namaaz foraada ho ya jamaa'at ke saath, namaaz padhne waala mard ho ya aurat 1 martabah padhna kaafi wa waajib hai lekin 3 baar padhna behtar wa mustahab hai
والسلام
Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran
4 / shaabaan / 1446 H.Q
Shabe welaadaat baasa'aadat Imaam Saj'jaad (عليه السلام)
No comments:
Comment