Keya Hazrat Zainab ki taarikhe shahaadat me maanjhe ki rasm karna sahih hai ? - Edaara-e-darul itrat
Hazrat-e-fatemah (s.a) ke ghar par khalifa ka hamla Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Thursday, December 5, 2024

Keya Hazrat Zainab ki taarikhe shahaadat me maanjhe ki rasm karna sahih hai ?

اردو میں پڑھنے کے لیۓ یہاں دبائیں


Sawaal az : Mohtaram Janaab Arshad Sb / Lucknow


Salamalikum


6 jamadi us Sani ko mere dost ka manjha hai
Lekin yaha Lucknow me 6 ko hazrat Zainab ki shahadat manate hain
Toh Kia uss din manjha karna sahi rahega??


Jawaab :


باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته


Mazkur taarikh me maanjhe (maa'eiyon / maayon) ki rasm karne me koei haraj nahi hai, lekin behtar hai ke ay'yaame sog me aek saadi si rasm ki jaa'ae aur khushi ki taqribaat ke in'aeqaad se gurez kiya jaa'ae


Behtar hai niche di gaei headline par click kar ke jawaab molaahezaa farmaa len


  1. Hazrate Zainab ki taarikhe shahaadat | wafaat | sababe shahaadat

  2. Aiy'yaame aza me shaadi ke kapde kharidne ka hukm

  3. Moharram wa safar me mangni karne ka hukm

والسلام

syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat- Azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran


2 / jomaadiyus saani / 1446 H.Q

subscribe us om youtube

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen