Paidaa'eish se pahle ladka ya ladki maalum karwaane ka hukm - Edaara-e-darul itrat
Hazrat-e-fatemah (s.a) ke ghar par khalifa ka hamla Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Saturday, December 14, 2024

Paidaa'eish se pahle ladka ya ladki maalum karwaane ka hukm

اردو میں پڑھنے کے لیۓ یہاں دبائیں


Sawaal az : +91999851...


Salamun alaikum wrb


Kya ek hamela aurat jo 5-6 mahine me ho us waqt ye dekhna jayez hai ya nahi Ke uski aulad ladki hai ya ladka is technology ke zamane me...


Jawaab :


باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته


Dauraane haml bach'che ki jins (ladka hai ya ladki) maalum karne me ba'zaate khud haraj nahi hai albatta isqaate haml ke liae ho to jaa'aez nahi hai


والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat- Azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran


10 / jomaadiyus saani / 1446 H.Q

subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen