Ghusle mas'se may'yit kab waajib hota hai ? | dastaana pahen kar may'yit ko chhu liya to keya ghusl waajib hai ? - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Sunday, June 18, 2023

Ghusle mas'se may'yit kab waajib hota hai ? | dastaana pahen kar may'yit ko chhu liya to keya ghusl waajib hai ?

اردو میں پڑھنے کے لیۓ یہاں دبائیں


sawaal az : mohtaram janaab bazmi sb / lucknow


AsSalaamoAlaikum


  1. Kisi patient ko check karne ke baad Diagnose ho ke patient ki death ho chuki hai to kya Gusle Mase Maiyyat wajib hai ?

  2. Kisi maiyyat ka Gloves pahen ke examination ya emergency service diye jane par kya Gusle Mase Maiyyat wajib hai jabke Gloves wale Hantho ke alawa koi aur body part naa touch hua ho ?

Jawaab :


باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته


  1. is silsile me niche di gaei headline par click kar ke note ka No 1 padh len


  2. ghusl waajib nahi hai

والسلام

syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran


29 / zil qaada / 1444 H.Q

subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen