اردو میں پڑھنے کے لیۓ یہاں دبائیں
Sawaal az : mohtaram janaab Shabbir Hasan Sb. (Deoband / U.P)
ek masla aur hai. baalo ki wig pe masa aur gusl ho jayega ya nahi.
Jawaab :
باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
سلام عليكم
ous par mas'h aur ghusl karna dorust nahi hai, ouse outaar kar mas'h ya ghusl karen
waazeh rahe ke ye hukm mardon aur auraton ke liae yaksaan hai
Note :
wig aek masnuei wig hai jo aksar baalon ya masnuei reshon (synthetic fiber) se bani hoti hai aur kam ya beghair baalon waale log ouse topi ki tarah apne saron par rakhte hain ya mard aur khawaateen apni aezaafi zibo zibaa'eish ke taur par ouse pahenti hain
ous ko cinema ki san'at (cinema industry) aur adaa kaari ke peshe me bhi istemaal karte hain
Niche recommend kiae ga'ae jawaab ko zarur molaaheza kar len
والسلام
Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / Patna - shob-e- sawaalaat Qum / Iran
26 / ramzaanul mobaarak / 1444 H.Q
No comments:
Comment