Oumre me wet tissue paper istemaal karne ka hukm - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Tuesday, March 28, 2023

Oumre me wet tissue paper istemaal karne ka hukm

اردو میں پڑھنے کے لیۓ یہاں دبائیں


Sawaal az : mohtaram janaab Ammaar sb / German


salaamun alikum shamshad bhaai khairiyat se hain


ek baat aap se puchni thi meri waaleda gain thin abhi umre par unho ne wahaan pe wet tissue se poch liya ous se khushbu nikalti hai
wo kah rahin thin ous me kaffara hota hai to keya ham aap ko paise bhej den to aap wahaan pe kaffara kar saken ge? shayad bakra hota hai ya jo bhi ho ous ka kaffara aap karwa saken ge?
please mujhe bataiye ga


taqlid aayatulla sistaani
shukriya khoda haafiz


Jawaab :


باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته
الحمدلله


aap ki waaledah ne oumre me khushbu'daar gila tissue paper istemaal kar liya to oun par kaffaarah waajib nahi hai


والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / Patna - shoba-e-sawaalaat Qum / Iran


6 / Ramzaanul mobaarak / 1444 H.Q

subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen