keya roze ki haalat me asthma ke mariz inhaler aur spray istemaal kar sakte hain ? - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Thursday, March 23, 2023

keya roze ki haalat me asthma ke mariz inhaler aur spray istemaal kar sakte hain ?

اردو میں پڑھنے کے لیۓ یہاں دبائیں


Sawaal az : mohtaram janaab Kashif Sb. / Pakistan


Aoa, qibla mera sawal hai ke kiya rozay me inhailer use kar sakte hain asthama ke mareez ?


Kashif from pakistan
Me ayatullah saystani ka muqalid hn


Jawaab :


باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام ورحمةالله و بركاته


Saans ki taklif (jaiyse dama) ke liae jo spray wa inhelar istemaal kiya jaata hai agar dawa ko sirf phephdon ke andar tak pahunchaa'ae to ous se roza nahi tut'ta lekin agar ous ke mawaad (ajza, zarraat) me se kuchh bhi mede me chala jaa'ae to roza baatil ho jaata hai.


Niche recommend ki gaei video dekhna mofid hai انشاءالله


Roze ki haalat me naak | kaan | aankh me dawa daalne | kaajal lagaane | ghusl ka hukm


والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
Khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / Patna - shoba-e-sawaalaat Qum / Iran


1 / Ramzaanul mobaarak / 1444 H.Q

subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen