keya syed ladki ka nekaah ghair syed se ho sakta hai ? - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Friday, December 9, 2022

keya syed ladki ka nekaah ghair syed se ho sakta hai ?

Sawaal az : mohtaram janaab Zafar Ahmad Naqvi sb pratapgarh


As Salam walekum qibla Eid e zahra aur imame zamana ki taj poshi Mubarak ho


Ek sawal aur qibla Kya Sadat ki ladki ki shadi ghair Sadat me ho Sakti hai iska Kya masla hai please reference


Shukriya qibla maula aapko Salamat rakhe


Jawaab :


باسمه تعالى
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته
آپ کو بھی بہت بہت مبارک ہو


Ghair syed Shia se ho sakti hai


Lekin baaz maraaje farmaate hain :


agar kisi aelaaqe me shar'ei hukm na jaanne ki wajah se nezaa wa ladaaei (نزاع و لڑائی) ka dar ho to aiysi shaadi se parhez behtar hai


[biwi syed ho ya ghair syed ous ka aehteraam waajib hai lekin syed biwi ke aehteraam par zeyaadah tawajjoh rahe is liae ke ye biwi hone ke aelaawah Rasule Khoda aur Janaabe Saiyeda (سلام الله عليهم) ki nasl se bhi hai
dusre ye ke is par zakaat haraam hai]


والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / patna - shoba-e- sawaalaat Qum / iran


12 / ربيع الاول / 1440ھ.ق

Subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen