Ghair muslimon ki aebaadat gaahon me jaana kaiysa hai ? - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Monday, September 19, 2022

Ghair muslimon ki aebaadat gaahon me jaana kaiysa hai ?

Sawaal az : mohtaram janaab Syed Mohammad Faizan sb / katokhar (chapra / saran)


S/A


Mera sawal hai ham Shia gurudaware Temple aur church me ja sakte hain ghumane ke liye ?


Jawaab :


باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته


In maqaamaat par jaana agar in ki tarweej aur parchaar ka baa'aes bane to jaa'aez nahi hai


والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / patna shoba-e-sawaalaat Qum / iran


22 / صفر / 1444 ھ.ق

subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen