keya ghair muslim masjid me daakhil ho sakta hai ? - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Thursday, July 21, 2022

keya ghair muslim masjid me daakhil ho sakta hai ?

Sawaal az : mohtaram janaab syed mohammad bazmi sb / lucknow


Salaam Alaikum


Lucknow se mai
Syed Mohd Bazmi


Janaab,Masla ka hal bataye


Kya Masjid me koi mazhabi / sharai
Programme me ghair muslim ka aana jaayez hai?


Jawaab :


باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته


oun ka daakhil hona agar masjid ki be hurmati ya ous ko najis ya aaludah karne ka sabab ho to jaa'aez nahi hai aur agar be hurmati ya najis ya aaludah karne ka baa'aes na ho to aehteyaate waajib ke taur par oun ka daakhil hona jaa'aez nahi hai


waazeh ho ke agar be hurmati ya najis ya aaludah karne ka baa'aes na ho to is surat me aehteyaat ki bena par daakhela haraam hai


والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran


21 / ذی الحجہ / 1443ھ.ق

Subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen