Ek ghar me 2 afraad kharch chalaate hain, oun me se firtah kaun de ? - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Monday, May 2, 2022

Ek ghar me 2 afraad kharch chalaate hain, oun me se firtah kaun de ?

Sawaal az : mohtaram janaab Saiyed Rizwan sb (Ahmedabad / Gujrat)


Salaam
Agar ek ghar mein 2 log mil kar ghar ka kharch chalate ho to fitra kaun nikalega ?


Jawaab :


باسمه تعالی
یا صاحب الزمان ادرکنا
علیکم السلام و رحمة الله و برکاته


Fitrah dono ke darmeyaan mushtarak hai (yaani fitre me dono sharik hain) aur ye kar sakte hain ke oun dono me se koei aek, dusre se aejaazat le aur fitrah khud de


والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
Khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / Patna - shoba-e-sawaalaat Qum / Iran


30 / رمضان المبارک / 1443 ھ.ق

subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen