Aqiqah ki daawat par milne waale tohfe | sunni ke aqiqe ke ghosht wa ghair muslim se hadiyah lene ka hukm - Edaara-e-darul itrat
ماه رجب میں صبح و شام پڑھی جانے والی دعا کی فضیلت | داڑھی پکڑنے | انگلی حرکت دینے کا طریقہ | اس کی حکمت ماہ رجب میں "داعی" فرشتہ کس کو آواز دیتا ہے اور کیا کہتا ہے ؟
Maahe Rajab me subh-o-shaam padhi jaane waali doa ki fazilat | daadhi pakadne | oungli harkat dene ka tariqa | is ki hikmat Maahe Rajab me "Daa'ei" farishta kis ko aawaaz deta hai aur keya kahta hai ?

Monday, January 10, 2022

Aqiqah ki daawat par milne waale tohfe | sunni ke aqiqe ke ghosht wa ghair muslim se hadiyah lene ka hukm

Sawaal az : +91981833....


salamun alekum
huzur mera sawal ye hai Aqeeqe k bare me Marja ka kya hukam hai kya Aqeeqe k parogram me logo se gift or Lifafa le sakte hain... or kya Shia Ahle sunnat ke Aqeeqe ka goshat kha sakte hain ya Unk Aqeeqe ke program me shirkat kar sakte hain...


Muqallid Ayatullah Sistani sb Qibla


Jawaab :


باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته


mazkurah o'mur shar'an dorost hain, koei haraj nahi hai


Note :


ghair muslim ki taraf se bhi diya gaya tohfah wa hadiyah lena jaa'aez hai


Niche recommend ki ga'ei video dekhna wa jawaab ka padhna mofid hai انشاءالله



  1. keya laa'waaris bach'che ke aqiqe ka gosht khaa sakte hain ?

والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / patna-shoba-e-sawaalaat Qum / iran


7 / جمادى الثانى / 1443 ھ.ق

subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen