sawaal az :+9195525....
Salaamunalaik Agah
Ramzaan ki purkhulus mubarak baad
Kya kaam karte karte Qurane Majeed padha jaa sakta hai?
Maslan jaise koi silai bunai ka kaam kar raha ho yaa ghar ka koi kaam kar raha ho tab ?
Wasslaam
jawaab :
باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته
ji, agar koei aadmi haafize qur'aan kareem ho to zabaani padh sakta hai aur haafiz na ho to dekh kar padh sakta hai koei haraj nahi hai isi tarah khaana pakaate waqt bhi padh sakta hai
Niche recommend kiae gae jawaab ko padhna mofid hai انشاءالله
والسلام
syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patn- shoba-e-sawaalaat Qum iran
۔22 / رمضان المبارک / 1442ھق
شب قدر
Subscribe us on youtube
No comments:
Comment