chaand ki haalaton ke peshe nazar pahli taarikh - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Wednesday, May 12, 2021

chaand ki haalaton ke peshe nazar pahli taarikh

Sawaal az : mohtaram janaab Gulzar Ahmad sb


Asalam alaikum
Aap ko hamari taraf se eid mubarak.


Sawaal....janab aayatulla khamnai mudazilahu aali ke mutabiq chaand nazar aane ki mundarja zail suratoon main se koun si surat mahine ki pehli tareekh ko sabit kar sakti hai


Pehli surat.... Chand ka aaftab se pehle doobna.


Doosri surat... Chand ka aaftab ke sath sath doobna.


Chand ka aaftab ke baad doobna.


Aap ka mamnoon
Gulzar ahmad


Jawaab :


باسمه تعالى
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته
آپ کو بھی مبارک ہو


royate helaal ki tinon mafruza wa suraton me, chaand dekhne ke baad jo raat hai ous ke baad qamari mahine ki pahli taarikh saabit hone ke liae kaafi hai


Note :


behtar hai niche recommend kiae ga'ae jawaab ko molaaheza farma len



والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad patna shoba-e-sawalaat Qum / iran


6 / شوال / 1440ھ.ق

Subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen