youtube channel se haasil hone waali kamaaei ka hukm - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Thursday, April 1, 2021

youtube channel se haasil hone waali kamaaei ka hukm

Sawaal az : mohtarama janaab Nigar Zaidi sb / Meerut (UP India)


Salam alaikum bhai


Aaya tullah Seestani Sahab ke fatwe ke mutabiq jawab chahiye ....


YouTube channel par islamic channel ke zarye jo aamadani ho. Jo paisa kamaya jaae wo halaal hai ya haram hai.


jawaab :


باسمه تعالى

ياصاحب الزمان ادركنا

عليكم السلام و رحمةالله و بركاته

agar halaal wa jaa'aez kaamon ke aewaz wa badle haasil ho to koei haraj nahi hai, halaal hai


والسلام

syed shamshad ali katokhari

khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran


۔18 / شعبان / 1442 ھ.ق

subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen