qarz ada karne ke liae kidney bechne ka hukm - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Thursday, March 4, 2021

qarz ada karne ke liae kidney bechne ka hukm

sawaal az :......


Agha salam wale kum

Mai ... , ... se

Agha ek masla hai aap se guzarish hai k sistani saheb ke taqleed se jawaab chahata hu

Masla ye hai k mai apni ek kidney sell karna chahata hu jis ke wajah ye hai ke corona ke wajah se mera business me bohut loss ho gaya aur mai ab karz me doob chuka hu aur mere pass ab koe rasta nahi rah gaya hai apna karza utarne ka Ya toh mai sucied kar lu lekin ye haram maut ho jata hai

Agar mai apne jism ka organ bech kar karz utar du to kya masla hai shariyat k hisab se plz answer zarror aur jaldi bhej dijiye toh badi mehrbani hogi


jawaab :


باسمه تعالى

یا صاحب الزمان ادرکنا

علیکم السلام و رحمة الله و برکاته

Aapke sawaal ka jawaab niche diya gaya hai molaaheza farma len




والسلام

syed shamshad ali katokhari

khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / Patna - shoba-e-sawaalaat Qum / Iran


۔20 / رجب / 1442 ھ.ق

subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen