phone par nekaah | gawaah ka hukm - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Thursday, December 17, 2020

phone par nekaah | gawaah ka hukm

Sawaal Az : Khaahare Gerami Lucknow (U. P)


ek widow ladki aur ladka (baligh) bina kisi gawah ke call ke zariye nikah sahi arbi me aur meaning ko jaante hue tai mehar ke sath padhte hain. Kiya nikah valid hai ? (Waali dunya me nahi hain)


Nam shaya na karen please

Taqleed agha shistani sb


jawaab :


باسمه تعالى

يا صاحب الزمان ادركنا

سلام عليكم

sehate nekaah me jo sharaa'aet hain agar ous ki reaayat karen aur aek dusre ki aawaaz sunen aur segha'ae aqd ke jumlon me tulaani faasela na ho to aqd jaa'aez wa sahih hai


nekaah daa'aemi ho ya wqti ous ke liae gawaah ki shart nahi hai


والسلام

syed shamshad ali katokhari

khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran


3 / جمادى الاولى / 1442 ھ.ق

subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen