keya zindah waaledain ke liae namaaze hadiya baraae waaledin padh sakte hain ? | is ka faa'aeda - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Thursday, July 23, 2020

keya zindah waaledain ke liae namaaze hadiya baraae waaledin padh sakte hain ? | is ka faa'aeda

Sawaal az : mohtaram Janaab Faizan Rizvi Sb.


S/A


Mera sawal ye hai ki mere mama aur baba zinda hai to kaya ham un dono ke leye namaze hadeye waleden padh sakte hai is namaz ka kaya fayada hai


Jawaab :


باسمه تعالى
يا صاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته


ji zindah waaledain ke liae namaaze hadiya baraa'ae waaledain padh sakte hain


inshaa'allah (انشاءالله) khud aulaad ke haq me sawaab ka baa'aes aur waaledain ke haq me bhi sawaab wa maghferat ka sabab bane gi


Note :


behtar hai niche di gaei video molaaheza farma len


zindah insaan ke liae eisaale sawaab | majlis karaana


والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / Patna - shoba-e-sawaalaat Qum / Iran


1 / ذى الحجه / 1441 ھ.ق

شادی کی سالگره امیر المومنین علی اور جناب فاطمه (سلام الله عليهم)

subscribe us on youtube


Recommended


  1. keya namaaze waaledain maa baap ke liae makhsus hai ?

  2. Doa ke pahle aur baad salawaat keyon ? | aulaad ki namaaz baraa'ae pedaro maadar | waqt | tariqa

  3. Waaledain ki maghferat ke liae namaaz padhne ka waqt

  4. Maahe zilqaadah me itwaar ke din namaaze tauba padhne ka tariqa | fazilat | faa'aedah

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen