shia | sunni ke nazdik aatish baazi ke saamaan bechne ka hukm - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Friday, July 17, 2020

shia | sunni ke nazdik aatish baazi ke saamaan bechne ka hukm

sawaal az : sunni bhaaei From Patna (Bihar)

S/A
Patakhe ka jo dukaan hota h uska paisa kaisa hota h haram ya halaal

mera name our No na dijiae ga

jawaab :


باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام ورحمةالله و بركاته


shia fiqh ke motaabiq :

aatish baazi ka saamaan bechna agar qaanuni hai aur zarar ya khatra ya logon ko aziyat pahunchaane ka sabab nahi hai to aamdani ( kamaaei / qimat ) halaal hai

sunni olama ki raae ke motaabiq :

haqir ne beraadaraane sunni ke baaz muftiyon ka nazariah dekha

oun ki raae ke motaabiq aatish baazi ke saamaan ki tejaarat wa kaar-o-baar karna naajaa'aez wa mamnu hai



والسلام
syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-daarul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran

19 ذيقعده 1441 ھ.ق
subscribe my channel

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen