Salaam.Khums 5 wa hissa. Yaani 100 Rs par 5 rupees. Kiya ye sahi hai
jawaab :
باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته
ياصاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته
sahih nahi hai
fiqh ki istelaah me khums se moraad aek panjum hai yaani paanchwaan hissa ( 20 % ) lehaaza 100 Rs me 20 Rs nikle ga
dusri misaal 5 hazaar ( 5000 ) me aek hazaar nikle ga
surah anfaal aayat 41 me is baat ki taraf aeshaara kiya gaya hai
والسلام
syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran
9 / شوال / 1441 ھ.ق
Subscribe my channel
syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran
9 / شوال / 1441 ھ.ق
Subscribe my channel
No comments:
Comment