Aek question ka answer aur dijiye ke agar group par sb quran ke aek aek para pdhte hain weekly aur us ko bakhsha nahi jaata hai par dil me hai ke ye quran sharef marhumeen ke liye hai to kya zaruri hai Sharai marmooheen ke Naam lena ya dil me hai to us ka sawaab pahuch jaiga plzzz answer zrur dijiyega
Jawaab :
باسمه تعالى
ياصاحب الزمان ادركنا
سلام عليكم
ياصاحب الزمان ادركنا
سلام عليكم
Qur'aan karim ki telaawat ka sawaab hadiyah karne ki niyat kaafi hai , dil hi dil me kahen انشاءالله oun ki ruh ko pahunch jaae ga
marhumin ke liae tamaam nek kaam jaiyse roza , namaaz , sadqaat , khairaat our telaawat-e-qur'aan hakim waghairah ka sawaab eisaal wa hadiyaah karte waqt saare marhumin ya kisi aek ka naam lena zaruri nahi hai
qasd-o-aeraadah karna kaafi hai , zabaan par laana zaruri nahi hai
behtar hai di gai link dekh len
headline
moharram wa safar me murde ke liae faateha padhna our sawaab hadiyah karne waale ka naam murdon ko bataana... Click here
moharram wa safar me murde ke liae faateha padhna our sawaab hadiyah karne waale ka naam murdon ko bataana... Click here
والسلام
syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran
20 / شعبان / 1441ھ.ق
Subscribe my channel
syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran
20 / شعبان / 1441ھ.ق
Subscribe my channel
No comments:
Comment