S/A
Mere dost ka sawaal ye hai ki Keya ham guitar Baja sakte hain gana ke sath koi harj to nahi
Jawaab ka muntazir
Jawaab :
باسمه تعالى
يا صاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته
يا صاحب الزمان ادركنا
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته
agar bajaana is tarah ho ke jinsi be raah ravi , lahw o laeib ( لهو و لعب ) , aiy'yaashi , aubaashi , fah'haashi our be hayaaei ki taqrib wa bazm me bajaaya jaata hai to jaa'aez nahi hai
is ki tashkhis karna khud aap ke zimme hai , agar aap ke nazdik bazm-e-aiy'yaashi ... ke motanaasib wa motaabiq na ho to bajaane me haraj nahi hai
di gaei video dekhna wa diye gaye... jawaaab ( jiski headline niche di gaei hai ) padhna mofid hai انشاءالله
headline
Kya panjatan-e-paak a.s ki shaan me ash'aar qauwaali ki dhoon ya jadid background....sun sakte hain?
Kya panjatan-e-paak a.s ki shaan me ash'aar qauwaali ki dhoon ya jadid background....sun sakte hain?
والسلام
syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran
9 / شعبان / 1441 ھ.ق
Subscribe my channel
syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran
9 / شعبان / 1441 ھ.ق
Subscribe my channel
No comments:
Comment