Assalamoalaikum
Namaaz me riyah kharij hone per kya hukm hai tafseel me bayan kare.
Agha e Sistani sb ke fatwe ki roshni me
Regards,
Syed Abbas Mehdi | same.....@gmail.com
jawaab :
باسمه تعالى
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته
jin chizon se wozu tut jaata hai our namaaz baatil ho jaati hai oun me se aek meda wa ant'di ( انتڑی ) ki reyaah hai jo paakhaana ke maqaam se khaarij ho
agar dauraan-e-namaaz amadan ( jaan bujh kar ) ya sahwan ( bhule se , bela aeraada ) reyaah khaarij ho jaae to namaaz baatil hai
albatta agar namaaz ka aakheri sajda mokammal hone ke baad sahwan ya majburi ki wajah se reyaah khaarij ho jaae to is surat me benaabar aehteyaat-e-waajib namaaz baatil hai ( ye fatwa nahi hai )
Note :
agar kisi ko reyaah khaarij hone ki bimaari hai to ous ka hukm alag hai
والسلام
syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran
18 / رجب / 1441ھ.ق
Subscribe my channel
syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran
18 / رجب / 1441ھ.ق
Subscribe my channel
No comments:
Comment