As Salaam walekum qibla kaise hai maula aapko salamat rakhe
Qibla ek sawal tha holi ke silsile se jaise ki holi aur 13 rajab ek hi Roz padh Rahi hai to jaise holi ka rang lag Jai ya koi Laga de to isme shariyat ka kya hukm hai
Mai sistani sahab ki taklid me hu
Jawaab :
باسمه تعالى
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته
الحمد لله
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته
الحمد لله
koiy haraj nahi hai
aam taur par ye rang najis hota hai lehaaza namaaz padhne ke pahle ous jagah ko pak karlen jahaan rang laga hai
Note :
agar rang sukha hai our ous par kaafir ke haathon...ki tari nahi lagi hai to paak hai. lag jaane ke baad namaaz padh sakte hain
والسلام
syed shamshad ali katokhari
khadim-e- aedaara-e- daarul etrat Azim Aabaad / patna - shoba-e- sawaalaat Qum / iran
11 / رجب / 1440ھ.ق
Subscribe my channel
syed shamshad ali katokhari
khadim-e- aedaara-e- daarul etrat Azim Aabaad / patna - shoba-e- sawaalaat Qum / iran
11 / رجب / 1440ھ.ق
Subscribe my channel
No comments:
Comment