Holi ka rang lag jaa'ae to keya hukm hai ? - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Wednesday, March 11, 2020

Holi ka rang lag jaa'ae to keya hukm hai ?

Sawaal az : + 916388...


As Salaam walekum qibla kaise hai maula aapko salamat rakhe
Qibla ek sawal tha holi ke silsile se jaise ki holi aur 13 rajab ek hi Roz padh Rahi hai to jaise holi ka rang lag Jai ya koi Laga de to isme shariyat ka kya hukm hai


Mai sistani sahab ki taklid me hu


Jawaab :


باسمه تعالى
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته
الحمد لله


Koei haraj nahi hai, aam taur par ye rang najis hota hai lehaaza namaaz padhne ke pahle ous jagah ko paak kar len jahaan rang laga hai


Note :


Agar rang sukha hai aur ous par kaafir ke haathon ki tari nahi lagi hai to paak hai. lag jaane ke baad namaaz padh sakte hain


  1. Holi ka rang lagaa hone ki surat me wozu aur ghusl ka hukm

  2. Vote daalte waqt oungli par lagaaei gaei roshnaa'ei ke hote huae wozu aur ghusl ka hukm

  3. Ghair muslimon ke tehwaaron | christmas par oun ko mobaarak baad dene ka hukm | ghair muslimon se samaaji ta'alloqaat

والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / Patna - shoba-e-sawaalaat Qum / Iran


11 / رجب / 1440 ھ.ق

Subscribe us on youtube

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen