zaani aur zaaniyah agar baa ham shaadi karna chaahen to is ka kaffaarah keya hota hai ? - Edaara-e-darul itrat
Hazrat-e-fatemah (s.a) ke ghar par khalifa ka hamla Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Tuesday, December 17, 2019

zaani aur zaaniyah agar baa ham shaadi karna chaahen to is ka kaffaarah keya hota hai ?

Sawaal az : .....


Agar kisi ladke ki kisi girl (ladki) se shaadi lagi hui hai aur un dono me physically relation ho jata hai to ab un dono ki shadi hai to dono tension me hain ke pehle kaffaara nikaala jaaye


Jawaab :


باسمه تعالى
سلام عليكم


kaffaarah nahi hai


tafsilaat ke liae niche di gaei surkhi (headline) par click karen aur video bhi molaaheza farmaa len


  1. zaani ya zaani ke aelaawah kisi aur ka zaaniyah ladki se shaadi karne ka hukm | apne gunaah par parda daalna waajib hai

  2. Zena aur shaadi | taqleed | tashah'hud me aliyun waliyullah | namaaz me chehre ka khula rakhna


والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / Patna - shoba-e-sawaalaat Qum / Iran


21 / ربيع الثانى / 1441 ھ.ق

Subscribe us on youtube

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen