election me vote dene ke baad jo anguli pe seyahi (ink) lagaate hai to kya is surat me wazu sahi hoga....? - Edaara-e-darul itrat
Hazrat-e-fatemah (s.a) ke ghar par khalifa ka hamla Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Saturday, December 21, 2019

election me vote dene ke baad jo anguli pe seyahi (ink) lagaate hai to kya is surat me wazu sahi hoga....?

Q.s from janab mohammad raza sb Gujraat :

Salamun alaikum wrwb
sawaal
 ye jo election me vote dene ke baad jo anguli pe seyahi (ink) lagaate hai to kya is surat me wazu sahi hoga jabke anguli pe seyaahi lagi ho?
aaj election hai tw jawab chahiye



Jawaab :


باسمه تعال
علیکم السلام و رحمةالله و بركاته

agar sirf roshnaeiy (ink) ka rang hai zarrah (mass) nahi hai to vozu wa ghusl sahih hai

والسلام 
Syed Shamshad Ali Katokhari
khadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / Patna shoba-e-sawalat Qum / Iran
25 / ربیع الاول /1439 ھ.ق
.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen