kya Qawwali sunna haraam hai? jisme music aur tabla waghera bajte hain aur dusra ye ki ab to nauhey aur manqabat waghera.... - Edaara-e-darul itrat
Takhribe jannatul baqi ka seyaasi pas manzar Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Friday, December 13, 2019

kya Qawwali sunna haraam hai? jisme music aur tabla waghera bajte hain aur dusra ye ki ab to nauhey aur manqabat waghera....

sawaal az : ...

Salam
Samar Rizvi
Muqallid Agha sistani sb.

Mera sawaal hai kya Qawwali sunna haraam hai jisme music aur tabla waghera bajte hain aur dusra ye ki ab to nauhey aur manqabat waghera me bhi music aane lagi hai kya aese nauha, manqabat aur qawwali sunna kaisa hai fiqhi maslon ke mutabik..... Is par agha sistani sb. Ka kya fatwa hai?

Shukriya
Wassalam


jawaab :

                           باسمه تعالى

          عليكم السلام و رحمةالله و برکاته



Aap ke sawaal ka jawaab niche "CLICK HERE" pe click Kar ke video dekh len 



والسلام

syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran

16 / ربيع الثانى / 1441ھ.ق
.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen