S.a
Kuch sawaal hai
Que-1 agar hamare baal safaid ho gaye aur ham unko colour kar len to usse ghusl ho jayega ya nahi
Kyu ki kabhi kabhi koi colour aise hote hai jisko lagane ke baad sir kitna bhi dho lo wo har baar colour chhorta hai.
Plz dono hi condition ka ans de lagane ke baad sir dhone ke baad ghusl ho jayega ya nahi aur agar colour utarta hai to bhi ho payega ya nahi
Que-2 tayammum karne ke baad ham usi mitti pe aage future mai tayammum kar sakte hai ya nahi ?
jawaab :
باسمہ تعالی
علیکم السلام و رحمة الله و برکاته
2. ji kar sakte hain
1. agar rang ke zarraat is tarah lage hon ke khaal par paani pahunchne me rokaawat bane to wozu wa ghusl nahi ho sakta
sirf rang laga hai ya outar raha hai (chut raha hai ) to koei haraj nahi hai
behtar hai "CLICK HERE" pe click Kar ke ye jawaab bhi padh len CLICK HERE
والسلام
Syed shamshad ali katokhari
Khaadim-e-edaara-e-darul itrat Qum / iran
20 / ربيع الثانى 1441ھ.ق
Subscribe my channel
Subscribe my channel