keya israaeil ke saamaan istemaal karna jaa'aez hai ? - Edaara-e-darul itrat
Hazrat-e-fatemah (s.a) ke ghar par khalifa ka hamla Qabre hazrat Faatemah | aap ne kis ko apni namaaze janaaza me shirkat ki aejaazat nahi di ?

Friday, December 20, 2019

keya israaeil ke saamaan istemaal karna jaa'aez hai ?

sawaal az : +9199978******


Assalamalekum bhai mera ek sawaal tha bhai jaise hamne suna hai ki ayatullah sistani sahab or ayatullah khamanei sahab ne kaha ki koi bhi Israel ka product use na kare par bhai kuchh medicine hai jo Israel ka products hai uska use kar ke zindagi bach rahi hai to keya use kar sakte hain bhai


Jawaab :


باسمه تعالی
علیكم السلام و رحمةالله و بركاته


  1. agar ourfe aam me qaabile tawajjoh wa mowassir faa'aeda israeil ko hota hai aur ous ki madad hoti hai to jaa'aez nahi hai

  2. zindagi bachaane ke liae kharid sakte hain aur istemaal kar sakte hain, majburi me jaa'aez hai

Note :


israeil ko faa'aeda hota hai ya nahi ? ous ki madad hoti hai ya nahi ? is ke mota'alliq deen daar wa momin taajiron se bhi mashwera kar sakte hain


والسلام

Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran


21 / ربيع الثانى / 1441ھ.ق

Subscribe us on youtube

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen