As Salam O Alaikum Wa Rahmatullahe Wa Barkatahu
14 Masoomeen as ko Khaliq , Razik ya Rab kehna is aqide ke sath ke Allah jjh ki ata ki hui taaqat hai aur Masoomeen as ke naam ke sath jalla jala'lahu lgana kaisa hai ye baat Aayato ya Ahdeeso se wazaht kijiye
Shukriya , Khuda Aapko Aala Maqaam Ata Farmaye Aameen
Name Syed Ali
Bhilai Chhatisgarh
Aayatullah Syed Ali Sistani Sahab ...
jawaab
باسمه تعالى
علیکم السلام و رحمة الله و برکاته
14 maasumin ( صلوات الله عليهم ) ko khaaliq...kah sakte hain ya nahi ? is ta'alluq se aaqa ka nazariya mujhe nahi maalum hai
jal'la jalaa lohu ke baare me aayatullaah sistaani ke daftar (qum ) se ye jawaab mila :
is kalema ke bajaae salaam wa salawaat bhejhen
Note :
behtar hai niche isse pahle hue Sawaal ke jawaab ko bhi "CLICK HERE" pe click Kar ke padh len
Headline 👇
maula ali a.s ke naam ke sath "JJH:- jalle jalaal-lahu" (allah ka jalal) laga sakte hain ? CLICK HERE
headline 👇
Welaayat taqooni Kya hai ? aur kitne olama welaayat ...........?. Kya Allah ne duniya ka nizam Ablebait as ke supurd ........? CLICK HERE
والسلام
syed shamshad ali katokhari
khaadim-e- aedaara-e- daarul etrat Azim Aabaad / patna - shoba-e- sawaalaat Qum / iran
2 / جمادى الاولى / 1441ھ.ق