sawaal az :+9199673....
Salam alaikum.
Agha mera sawal hai ke McDonald me non veg fast food kha sakte hai kya india me
dusra agar hum Australia me rehte hai to kya hukm hai.
maslan ye sawal kiya jata hai ke kuchh shia hazraat jo shohrat yaabta hain unko dekha gaya ke wo McDonald's me khaate peete hain.
india aur Australia ke liye keya humk hai agha sistani ka hamaare liye.?
india me to ham ye dekhte hain ke gosht halaal hai ya jhatke ka kisi dusre mulk me keya ye shart hogi halaal aur jhatke wali ya nahi jo isaai mulk hai wahan.
Hindu aur isaai kya paak hai suna hai ke isaai me bhi do firqe hai ek hazrat eesa ko maanta hai aur ek nhi keya ye baat sahi ispar bhi raushni daale.shukriya?
jawaab :
باسمه تعالى
عليكم السلام و رحمةالله و بركاتهMcdonald waghairah me khaane ka hukm wahi hai jo is jawaab me bataaya gaya hai
jawaab ko padhne ke liye "CLICK HERE" pe click Karen
deen-e-masihiyat me sab se bade 4 firqe hain :
1. catholic
2. orthodox
3. protestant
4. jehovah's witnesse
ye sabhi janaab-e-eisa ko maante hain
chote firqe wa mazaahib taqriban 150 hain
( is ke mota'alliq tafsil ke liae alag se sawaal karen )
والسلام
syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-daarul itrat azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran
29 / ربيع الاول / 1441ھ.ق