Sawaal az : mohtaram janaab Samar Rizvi sb (Allahabad)
Salam
Mera nam Samar Rizvi hai(Allahabad, UP)
Agha Mera sawal hai meri walida ke taraf se ki sahme imam ka paisa masjid ya imambargah ke lga sakte h ya khud ke imambargah me lga sakte h....
Shukriya maula apko salamat rakhe ameen
Jawaab :
باسمه تعالى
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته
شکریہ
apne marja ya marja ke motabar wakil wa numaa'eindah ki aejaazat se sahme imaam (عليه السلام) ki raqam laga sakte hain
agar aejaazat ke beghair masjid ya imaambaade par kharch karen to khums ada nahi ho ga, yaani khums me ous ka shumaar nahi ho ga.
والسلام
Syed Shamshad Ali Katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / patna - shoba-e-sawaalaat Qum / iran
1 / ذيقعده / 1440ھ.ق
No comments:
Comment