Salam
Agha mujnib ka paseena najis hai kya agar kisi cheez ko haath lagaega to kya wo bhi najis ho jaaegi sistani sahab ke fatwe ke mutabiq jawab den.please
Jawaab :-
باسمه تعالى
عليكم السلام و رحمةالله و بركاته
agar koiy haraam tariqe se jonub ( جنب / ناپاک ) huwa ho ya halaal wa jaaez tariqe se ous ka pasina paak hai
lehaaza pasina badan , lebaas wa ... par lag jaae to najis nahi hoga , paak hai. ous par namaaz padhna sahi hai
والسلام
syed shamshad ali katokhari
khadim-e- aedara-e- darul etrat Azim Aabaad / patna - shoba-e- sawaalaat Qum / iran
8 / جمادى الاولى / 1440ھ.ق