Kya masjid ya Imambargah sirf namaz ya majlis ke liye hi istemal ho sakta hai kya wahan dunyawi ilm hasil nahi kiya ja sakta hai
Kisi ke ghar me padhne ki jagah na ho or wo .Masjid ya Imambargah me padhna cha raha ho to kya padh sakta hai kyonki sabse sukoon or ki jagah yahi hoti hai
Jawaab:-
باسمه تعالى
سلام عليكم
سلام عليكم
Agar namaazi our azaadaaron ke liye mozaahemat wa mushkil na ho to padhne me koi haraj nahi hai
Note:-
behtar hai committee ya imaam-e- jamaa'at se puch len taake masjid wa imaam baarghaah ke wqf naame ke khelaaf koiy kaam na ho
والسلام
syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / patna - shoba-e- sawaalaat Qum / iran
13 / ربيع الاول / 1440ھ.ق
Subscribe my channel
syed shamshad ali katokhari
khaadim-e-edaara-e-darul itrat Azim Aabaad / patna - shoba-e- sawaalaat Qum / iran
13 / ربيع الاول / 1440ھ.ق
Subscribe my channel
No comments:
Comment