Ek farsakh,kilo meeter ke hisab se kitna hota hai? - Edaara-e-darul itrat
ماه رجب میں صبح و شام پڑھی جانے والی دعا کی فضیلت | داڑھی پکڑنے | انگلی حرکت دینے کا طریقہ | اس کی حکمت ماہ رجب میں "داعی" فرشتہ کس کو آواز دیتا ہے اور کیا کہتا ہے ؟
Maahe Rajab me subh-o-shaam padhi jaane waali doa ki fazilat | daadhi pakadne | oungli harkat dene ka tariqa | is ki hikmat Maahe Rajab me "Daa'ei" farishta kis ko aawaaz deta hai aur keya kahta hai ?

Wednesday, September 13, 2017

Ek farsakh,kilo meeter ke hisab se kitna hota hai?


Sawal:-

Ek farsakh,kilo meeter ke hisab se kitna hota hai?

*Ans:*
salam alykum wrwb

 maraje keram ke darmeyan shariy lehaz se  farq paya jata hai baz ke nazariyat peshe khidmat hai :

1
imam khoumayni *,* Aayatullah khamenaiy wa saafi wa bahjat :
har farsakh taqriban *5.625 km* hai  jana taqriban *22.5 km* wapsi ke sath taqriban *45 km* huwa
lehaza *8 farsakh taqriban 45 km huwa*

2
 Aayatullah khuoiy wa sistani wa  wahide khorasani :
har farsakh taqriban *5.5 km* hai jana taqriban *22 km* wapsi ke sath taqriban *44 km* lehaza *8 farsakh taqriban  44 km hai*

3
 Aayatullah makarim:
har farsakh *5.375 km* jana *21.5 km* wapsi ke sath *43 km* huwa lehaza *8 farsakh taqriban 43 km hai*

w.salam
syed shamshad ali katokhari khadime edarae darul etrat azim abad / patna shobae sawalat Qom/iran
                                NOTE :-
Jin hazraat ko agar apna koi sawal karna hai to diye hue whatsapp number pe apna sawal kar sakte hain 
Whatsapp number :- +98 935 413 9640

22 ذی الحجہ 1438 ھ.ق

No comments:

Comment

.
WhatsAppWhatsApp par sawaal karen