Sawaal az:-........... (Baroda)
Que.. No-1
Aisha ko bura bhala kehna jaez hai? Ya ummul - mominin ki tarah izzat karna vajib hai?
Que.. 2
Wahabism kisne phailayi? Abd al- wahhab ya ibn taymiyyah?
JAWAAB:-
jawaab-1
Bhala to nahi kahsakte isliye ke rasul ko bahot sataya hai aur ount par sawar ho kar aaiyn aur hazrate Ali(a.s) se jang ki aur janabe zahra(s.a) ko bhi bahot sataya
Halat ko madde nazar rakte hue haqiqat bayani zaruri h lekin tohin karna aur gali dena sehih nahi h
jawaab-2
Ibne taymiyah ke pehle bhi wahabi nazariyat ke aalim the jese Ahmad bin hambal, lekin ye apne mokhalefin ko wajebul qatl aur kafir nahi kahte the lekin ibne taymiyah ne apne mokhalefin ko wajebul qatl aur kafir kaha aur mohammad bin abdul wahab najdi ne is nazariye par sakhti se amal kiya aur tarwij ki
alesaud ki madad se apne mokhalefin ka qatle aam kiya
Tafsil ke liye salafi, wahabi aur takfiri ko samajhna hoga

والسلام
Syed Shamshad Ali Katokhri
khadime edara- e -darul-etrat Azim aabad/patna- shob-e-sawalat Qum/iran
25/3/2015